Asan nahi hai firse, toote dil se khwaab fir sajana
Usi toote tumahre dil ka illaaj dhoodh raha hoon,
tumhari mushkilon ka shayad andaaza hai mujhe
Par kahin fir bhi apne pyaar ka agaaz dhoondh raha hoon,
Tumhari aankhen jo karti hain bayaan aajkal
bas lafhzon main vahi ek jawab dhoondh raha hoon,
zindagi bhare pannon pe likhi jaa sakti nahi
Likh sako zindgi firse aisi koi khaali kitaab dhoondh raha hoon.
No comments:
Post a Comment